Sunday, July 24, 2011

गैरों से कहा तुमने, गैरों से सुना तुमने

गैरों से कहा तुमने, गैरों से सुना तुमने
कुछ हमसे तो कहा होता, कुछ हमसे तो सुना होता

--हसरत चिराग हसन

2 comments:

  1. Ya rab ghum-e-hijra mein itna to kiya hota,
    jo hath jigr per hai woh dast-e-dua hota,

    Ik ishq ka ghum afat or uspe ye dil afat
    ye ghum na dia hota ye dil na dia hota,

    Nakaam e tamana dil is soch mein rehta hai,
    yun hota to kya hota yun hota to kya hota,

    Umeed to bandh jati taskeen to ho jati,
    vaada na wafa karte vaada to kiya hota,

    Gairon se kaha tumne gairon se suna tumne,
    kuch hum se kaha hota kuch humse suna hota

    ReplyDelete
  2. DILLAGI APSE PARI KAYA CHIJ HAI MAI TO DIL DIYAAPKO HUSAN BHI KAYA CHIJ HAI ,LOG DEKH KAR KAHTE KI YAR MAN ROHA THA /LOG KI SOCH TO DEKHO DIL APNA BHI ROYA APNE KO SAMJHYA

    ReplyDelete