Sunday, October 16, 2011

मगर ए काश हम दोनों, हमीं दोनों पे मर जाते

कईं बदनामियां होतीं, कईं इलज़ाम सर जाते
मगर ए काश हम दोनों, हमीं दोनों पे मर जाते

--यसीन शाही

4 comments:

  1. Kai Badnamia'n Hoti , Kai Ilzam Sar Jatey
    Magar Ae Kash Ham Dono'n Hamee'n Dono Pe Mar Jatey

    Agar Tum Khawab Hotey To Tumhe Aankho'n Mai Rakh Letey
    Na Goya Neend Se Phir Jagtey Hatta K Marr Jatey

    Agar Hum Roshni Hotey To Phir Ahsas Ki Lau Se
    Zamee'n Ko Chhorh Detey Mill K Dono'n Chand Par Jatey

    Agar Tum Phool Hotey To Tumhari Khushboo Mein Rehtey
    Samandar Ki Tarah Hotey To Ham Tum Mein Utar Jatey

    [ Poet : Yaseen Shahi ]

    ReplyDelete
  2. Replies
    1. sab se mast to ek hi laga jise hindi me post kiya hai.....

      Delete
    2. sab se mast to ek hi laga jise hindi me post kiya hai.....

      Delete